you can download these beautiful naats by IDM ... and also you can find lyrics of many naats here.... Ramzan Hai Allah ki qurbat ka mahina Jismani o rohani ibadat ka mahina. Ramzan, Ramzan, Ramadan, Ramdan, Ramdhan Ramzan hai Islam ki azmat ki nishani Ramzan hai Allah ki qurbat ki nishani Rozay ka silah deta hai khud Khaliq e Akbar Sa’im kay liye roza hai jannat ki nishani Ramadan Hai Allah ki qurbat ka mahena Ramadan, Ramzan, Ramazan, Ramadhan, Ramdan, Ramadaan. Ho jata hai Shitan bhi paband e salasil Hai jurm o khata say yeh bara’at ki nishani Ik khas sila milta hai har achay amal ka Yeh mah hai Rehman ki rehmat ki nishani. Ramadan Hai Allah ki qurbat ka maheena Ramadan, Ramzan, Ramazan, Ramadhan, Ramdan, Ramadaan. Ik raat kay hai barah mahinoon say bhi afzal Yani hai Shab e Qadr bhi azmat ki nishani Ho jati hai paida dil e Muslim mein akhuwat Ramzan to hai mehr o muhabbat ki nishani. Ramzan Hai Allah ki qurbat ka maheena Ramadan, Ramzan, Ramazan, Ramadha...
TV Dramas , Naats , Videos , Wallpapers , Softwares , Games, Tv Channels,Information and Many more . .