Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Qari owais Raza qadri

Kaliyan Zulfan Wala Dukhi Dilan Da Sahara - (Awais)Owais raza Qadri

listen this beautiful naat .. by owais raza qadri you can even download these naats by downloading IDM on your computer Kaliyaan zulfaa wala dukhi dillan daa sahaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Dassan ki main Mustafa di kaydi sohnii shaan hai Aap di tareef which sara hee Qur’an hai, Parh kay tu weykh jeyra marzi sipaara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Eyda sohna Nabi koi duniya tay aaya nahin Yaar ey ho jiyaa koyi Rab nay banaya naheen, Deed meray Nabi di hai Rab da nazaara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Denday nay gawahi zaray zaray koay toor day Wekhday naseeban walay jalway Hazoor day, Aamina da chan tay Halima da dhulara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Kar kay ishara sohna suraj noon morda Aapay chaan torda tay aapay chan jorda, Bigari banaway meray Nabi da ishaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Kehndi aye Heleema mukh wekh lajpal da Lab kay leyawaan kithoon sohna teray naal da, Aamina da chan ...

Hum Ko Bulana Ya RasoolAllah - Owais Raza Qadri (Qtv Version)

Hum Ko Bulana..by Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri HUM KO BULANA YA RASOOLALLAH Kalaam = Nisar Ali Ujagar Sana Khuwaan = Owais Raza Qadri Kabhi Tou Sabz Gumbad Ka Ujaala Hum Bhi Dekheingay Humein Bulwayeingay Aaqa Madina Hum Bhi Dekheingay Dharak Uthay Ga Dil Ya Dharakna Bhool Jayega Dil-e-Bismil Ka Uss Dar Per Tamasha Hum Bhi Dekheingay Adab Se Haath Baandhay Unke Rozay Par Kharay Hoongay Sonehri Jaliyun Ka Youn Nazara Hum Bhi Dekheingay Barasti Gumbad-e-Khizra Se Takrati Hui Bundhein Wahan Par Shan Se Baarish Barasna Hum Bhi Dekheingay Dar-e-Daulat Se Lautaya Nahin Jaata Koi Khaali Wahan Khairat Ka Batna Khudaya Hum Bhi Dekheingay Guzaray Raat Din Apne Issi Umeed Per Hum Ne Kissi Din Tou Jamal-e-Ruay Zeba Hum Bhi Dekheingay Dum-e-Rukhsat Qadam Mun Bharke Hain Mehsoos Karte Hain Kisse Hai Jaake Laut Aanay Ka Yaara Hum Bhi Dekheingay Pohonch Jayeingay Jiss Din Ae Ujaagar Unke Qadmon Mein Kisse Kehte Hain Jannat Ka Nazara Hum Bhi Dekheingay download and li...

Mujh Ko darpesh hai phir mubarak safar- Owais Raza Qadri

you can download these naats by downloding idm ... listen this beautiful naat by owais raza qadri ... mujh ko darpesh hai phir mubarak safar qafila phir madinay ka tayyar hai naikiyon ka nahi koi tosha faqat meri jholi mai ashkon ka ik haar hai koi sajdon ki saughaat hai na koi zuhd o taqwa mere paas sarkar hai chal para hoon madinay ki janb magar haaye sar par gunahon ka anbaar hai jurm o isiyan pe apne lajata hua aur ashk e nadamat bahata hua teri rehmat pe nazrain jamata hua dar pe haazir ye tera gunahgar hai mujrimon ko shaha bakhshwata hai tu saari ummat ki bigdi banata hai tu gham kay maaron ko seenay lagata hai tu bay kason ghamzadon ka tu gham khwar hai tera saani kaha shah e kon o makaa aur mujh sa aasi bhi ummat mai ho ga kahan tere afwa o karam ka shah e do jahan kiya koi mujh se barr kar bhi haqdar hai thokrain dar ba dar kab talak khaaoon main phir madinay muqaddar se jab aaoon main kash qadmon main sarkar mar jaaoon main ya nabi ye tamanna e attar hai

Naat "Qari Owais Raza Qadri " Part 1

PART 1 Owais raza qadri '' most beautiful and inspirational NaaT " Hazir hain Der-e-Dolat pey Gada Hum Ko Bulana Ya RasoolAllah - Owais Qadri (Studio Version) Ho karam sarkar Karam Mangta Hon Dua Kehti Hai Phoolon Ki Rida For More Beautiful Naats Click Here