you can download these naats by IDM .. also you can find lyrics of many naats .... aapsa dono jahan mein nazar by Muhammad Abid Masoomi Aapsa dono jahan mein nazar aaya hee nahin Kyun kay Allah nay koi aur banaya hi nahin. App nay jab say nawaza hai, Ya Rasoolallah To phir mainay daman kisi chokhat pay philaya he nahin. Aur jab kaha qabar mein, sarkar nay yeh mera hai Phir nakiroon nay mujhay haath lagaya hee nahin. Aur jo bhi Makkay say palat aaye Madinay na gaye Youn samaj lo unhein aaqa nay bulaya hee nahin. Aur aap ki naat hi Shehzad ka sarmaya hai Iss nikamay nay to kuch aur kamaya hee nahin
TV Dramas , Naats , Videos , Wallpapers , Softwares , Games, Tv Channels,Information and Many more . .