Listen This Beautiful Naat By Farhan Ali Qadri and you can download these naats by downloading IDM on you caomputer ... MeiN to aashiq hooN Nabi ka Zikr-e-Sarwar maiN mujhay khoia howa rehnay doo Iss pay dunia joo khafa hay to khafa rehnay doo Ya Muhammad ka wazeefa hay labooN par har dam Dil ko bas yad-e-Muhammad maiN fana rehnay do Dil maiN Nabi ki yaad naiN daira jama lia Saray ghamoN say aap kay gham naiN bacha lia Qurban jawoN ya Nabi tairay muqam par Tu naiN patharoN ko bhi kalama paRha dia wiraniaN naaN aayieN gi aankhoN maiN ab kabhi Khak-e-dar-e-Rasool surma lag alia Seenay maiN hay bahar sa maila laga howa Jab say tumharay dard ko mehmaN bana lia Ghulami-e-Rasool ka tuhfa saja kay daikh NadaN unn kay dar pay tu sar ko jhuka kay daikh Aati hay kaisay josh maiN rehmat Huzoor ki Tu dastan-e-gham zara un ko suna kay daikh QadmoN maiN tairay hooN gey khazany jahaN kay Ik baar unn kay naam pay sub kuch luta kay daikh Dard-o-aalam kay maray howay kia daity haiN ...
TV Dramas , Naats , Videos , Wallpapers , Softwares , Games, Tv Channels,Information and Many more . .